Lyric sheet · Aug 17, 2025 · 1 min read
Arshon Ka
A hook about a dreamer who sells sleep to build something real.
Kacha aashiyana, tha uspe bhaar karzon ka
Par pakaa tha irada, uska khaab arshon ka
Raaton ke needein bhi wo bech aaya
Khada karta wo gya makaaan tarzon ka